Dumpt.com
Gause aazam bamane be
saro sama madade Kibla-e-di
madade kaaba-e-ima
madade,
ALMADAD YA SHAIKH
MOHIYUDDIN ABDULKADIR
JILANI. EID-E-GAUSIA MUBARAK
HO.

Monday, July 11, 2016

RADD E SULEHKULLIYAT

[9:07AM, 7/8/2016] ‪+91 75074 78700‬: *RADD E SULEHKULLIYAT*

*FIRQOÑ KA MUTLAQAN INKAAR KARNE WAALOÑ KO JAWAB*


Asal me baat ye hai k dunyawi uloom ko ziyda pardh liya jaiye to insan
apne deen se baghawat per uter aata hai, wo samajhta hai k mujh jeisa
zaheen hai he koi nahi, tamaam Quraan-o-Hadees k dalail ko peeche chor
kar jo dunyawi ilm se is ne seekh hota hai wo samajhta hai shayad yeh
mujhe ek mature insan banane k liye kaafi tha, lagta to kuch aisa he
hai k jo 72 Firqo ki hadees me nishandehi hui hai yeh bhi unhe me se
ek firqa hai jo kehta hai k main kisi bhi Firqe ko nahi manta, in me
se ziyada tar woh hi loog hain jo ziyada perh likh jate hain, itna he
Quran-o-Hadees ko perh lia hota ho shayad yeh jahilana sooch na hoti.
Aise loog weise to apne aap ko kehte hain k main kisi firqe per
believe nahi kerta bus main musalman hon, laikin jeise he koi Deen ki
baat poochi jai to inka aqeeda samne aajata hai k yeh badmazhab hai,
amooman mera practical experience raha hai aise logo k sath jo kehte
hain hum kisi firqe ko nahi mante , aik tou yeh duniadar hote hain
sath hi koi na koi mazhab ki aisi baat zaroor hogi jiska yeh inkar
karain ge, jeisy aik aisa aqeeda rakhne wale se jab poocha jai k YA
RASOOL ALLAH Sallallahualaihiwasallam kehna keisa, to kahega shirk
hai, yahi se is ki asliat samne aajati hai.Ab sawal peida hota hai k
humain kerna kya chahiyay, to baat yeh hai k

▶Hadees Shareef me aata hai (Sanan Ibn-e-Maaja Hadees:3980) yeh hai hawala,

HUZOOR AKRAM SAYYEDEENA MOHAMMAD MUSTAFAﷺ ne farmaya
"Meri ummat 73 firqon me baategi, jin me sey 72 jahanumi aur aik
Jannati hoga, aur jo Jannati hoga wo aik badi jamaat hogi aur mere
SAHABA k tarike per hogi".

Lehaza is hadees se hame sare jawabaat mijate hain, awl to yeh tai hai
k UMMAT me firqe banane hain,
lehaza FIRQQON ka inkar kerna is hadees ka inkar kerna hai, dosra yeh
k sub ko hi musalman kehna bhi is hadees ka inkar hai, kyun k hadees k
mutabiq sirf aik firqa jannati hoga jo sub sey bari jamaat hogi aur
SAHABA k tareeke per hogi. Hame ab yeh kerna chahiyay k wo tareeka
dekhe jo SAHABA ka tha, hr firqe ko is criteria k mutabiq check kare,
jo is criteria pr poora uterta hai usko haq tasleem ker le, jitna
merzi bhi check ker liya jaye koi bhi maslak aap ko SAHABA k tarike
per nahi milega siwaIye  Ahl-e-Sunnat Wal Jamaat

(MASLAK E AALAHAZRAT) k Jin maslakon ko hum jante hain unki details
bata deta hon k yeh SAHABA k tareeke per nahi:
▶ -Wahabi: In se poocha jai k kis SAHABI ne momineen ki qabr ko giraya
aur Hazoor صلی اللہ علیہ وسلم ki tazeem kerny ko shirk kaha.

-Deobandi: In sey poochiyay kis SAHABI ney yeh aqeeda rukha k namaz
main Huzoor صلی اللہ علیہ وسلم ka khayal aana bael aur gadhy k ghayal
sey bhi bura hai aur kis SAHABI ney kaha k ALLAH jhoot bool sakta hai.

-SHIA: in sey poocha jai k kis SAHABI ney apny merhoom per aisa matam
kia jeisy yeh kerty hain, ya kis SAHABI ka yeh aqeeda hai k MUTTA
kerna HALAL hai.

-Qadyani: In sey poocha jai kis SAHABI ney yeh aqeeda rukha k
Khatm-e-Naboowat k baad bhi koi nabi aa sakta hai.

-Toheedi/Perveezi: In sey poocha jai k kis SAHABI ney yeh kaha k
SHARIAT k asool sirf quran sey define kiay jaian gey, Hadees ko nahi
mana jai ga.

ALLAH عزوجل ka karam hai k hum Ahl-e-Sunnat haq jamaat hain,
ALHUMDULILAH hamare aqeede SAHABA k Aaqaid aur Quran-o-Hadees se sabit
hai.
[9:11AM, 7/8/2016] ‪+91 75074 78700‬: *RADD E SULEHKULLIYAT PART2*

*BADMAZHAB WAHABI NAJDI BORI SHIA KI TAZEEM PAR SAKHT WAEED*

Sulley kulliyat k jiraseem ki waja se baaz log kehte hain k kisi ki
izzat karoge to wo tumhare khareeb hoga tumhari baat sunega jab tum
uska hath milana hi gunah samajte ho wo tumhari baat kya sunega hum
kehte hain kisi gustaakh ki tazeem ko le doobti hai.

Momin ka imaan ka ghaata hai na sirf uska nuqsaan balkey millat e
islamiya ka nuqsaan hai.

HADEES:
Jis shaks ne bad mazhab ki izzat ki isne ISLAAM dhaane pery madad ki.

(MISHKATH SHAREEF)

(MAJMUA AL FATAWA, JILD 18, PAGE 346)



ALLAHUAKBAR



Jinki sohbat alaniya kafir se hazaar darja zyada khatarnaak hai inki
jo izzat o takreem karey inse ittehaad karey wo islam ka kitna
mukhalif hai aur islam ko giraney ki kitni koshish karta hai.

HADEES:
Jab faasiq ki tareef ki jati hai to ALLAH TA'ALA ghazab farmata hai.

(KANZUL UMMAAL, JILD 3, PAGE 575, HADEES 7964)
(BEHAQI)

Jo ambiya عليه السلام aur aoliya e kiraam k gustakh hain wo sabse
badey faasiq aur gumrah hain to inki tareef karna inse ittehaad karne
kis qadar rab e qahaar k ghazab ko dawat dena hai.

HADEES:
RASOOL ALLAH ﷺ ne mana farmaya k mushriko se musahefa kiya jaye ya
inhey kunniyat se zikar kiya jaye aur na aatey waqt inhey marhaba kaha
jaye.

(KANZUL UMMAL, JILD 9, PAGE 131, HADEES 25349)

Ye bahot kam darje ki izzat hai k naam lekar na pukara jaye falaan ka
baap keh diya jaye ya aatey waqt jaga dene ko aaiye keh diya jaye.

DARS E IBRAT
Kuffaar k baarey me hadees isse bhi mana farmati hai alaniya kaafir se
hazaar darja mazar naam o nihaad in maolviyo se ittehaad hai jo NABI
KAREEM ﷺ k ilm aur aap ki zaat per hamla karte hain.

Inse ittehaad karna inkey maolviyo ko badey badey alqaab se zikar
karna, inka shaan se isteqbaal karna jalso me inki taqreerey musalmano
ko sunana.

Haalankey be deeno bad mazhabo ko aesa muqaam ye ohda dena jissey
musalmano k dilo me inki tazeem paeda ho haraam hai, apne jalso me
aezaazi ohdey dena kis qadar gumrahi aur RASOOL ALLAH ki mukhlifat
hai.



MAMULAAT SAHABA E KIRAM رضي الله عنهم

Sahaba e kiraam رضي الله عنهم jo ummat e muslima k liye miyaar e haq
hain jinnki iqteda ko hidayat farmaya gaya hai, jinhey quran e paak me
رضي الله عنهم و رضواعنه (ALLAH UNSE RAAZI AUR WO ALLAH SE RAAZI) ka
aezaaz naseeb hua ho inki mubarak zindagiyaan "APKEY DUSHMAN SE KYA
RISHTA HAMARA YA RASOOL ALLAH ﷺ" ka amli namuna hai.

Hazrat mulla ali qari رحمة الله عليه ne likha hai k SAHABA KIRAAM رضي
الله عنهم aur inkey baad waley har zamane k imaan walo ki ye aadat
rahi hai k wo ALLAH TA'ALA aur uskey RASOOL ﷺ k mukhalifo k sath
boycott karte rahe.

Halankey in imaandaro ko duniyawi taor per in mukhalifo ki ehtiyaat
bhi hoti thi lekin wo musalman ALLAH TA'ALA ki raza ko is per tarjeeh
dete huye boycott karte the.


BOYCOTT TO MAMULI SAZA HAI LADAYI AUR MAAR PITAYI KI NAOBAT PAHOCH JATI THI.

Chunanch BUKHARI SHAREEF KITAB UL SALAH aur allama aayini k "وان
طايفتن من المؤمنين اقتتلو ا فاصلحوا بينهما" k SHAAN E NUZOOL me sharah
bukhari umdatul qari farmate hain.

Hazrat anas رضي الله عنه se riwayat hai k arz ki gayi YA RASOOL ALLAH
ﷺ abdullah bin abyi k haan chal kar iskey sath salah ki baat kijiye,
ap ﷺ gadhe per sawaar hokar maa jamaat abdullah bin abyi k haan
tashreef le gaye

Usne kaha gadhe ko dur kijiye mujhe isse badbo aati hai, ek ansari
mard ne kaha bakhuda hamarey nazdeek gadha tere se zyada khushbodaar
hai

Isse abdullah ki party ka ek shaks naraaz hua to inki aapas me hatha
paayi shuru hogayi yaha tak k ek dusrey per pathar aur jutey barsa
rahe the

(SAHIH BUKHARI, JILD 3, PAGE 183, HADEES 2691)

(UMDAT UL QARI, SHARAH SAHIH BUKHARI, JILD 2, PAGE 61)



ASAAYE NABAWI ﷺ KI BE ADABI NA GAWAAR

Hazrat qazi ayaaz رحمة الله عليه "SHIFA SHAREEF" me likhte hain k,
Jahjah ghaffari ne HAZRAT SYEDNA OSMAN GHANI رضي الله عنه se HUZOOR
NABI KAREEM ﷺ ka aasa lekar ghutno per rakh kar todne laga to logo ki
cheekhey nikal gayi itni be adabi ki waja se iskey ghutne me aakla ka
marz paeda hogaya isne ghutna kaat daala aur ek saal k andar mar gaya

(AL SHIFA, JILD 1, PAGE 331)



FAWAYED O AQAYED

Aasa mubarak bataor e tabarruk mehfooz tha isse sahaba e kiraam رضي
الله عنهم اجمعين ka tabarrukaat se ishq ka saboot mila
Tabarruk ki be adabi aesi nagawaar huyi k wo jango dushmano k naz'on
me na cheekhey lekin aasa mubarak ki be adabi o gustakhi se cheekhey
chillaye issey malum hua k inhey RASOOL ALLAH ﷺ ki mansoob ashya se
kitni aqeedat aur muhabbat thi

Be adabi o gustaakhi ka anjaam bura hai agarche kisi ko jaldi se kisi
ko der k baad.
[9:14AM, 7/8/2016] ‪+91 75074 78700‬: *RADD E SULEHKULLIYAT PART3*

*GUSTAAKH MARJAYE TO ISKA JANAZA BHI NA PADHO*



وَلَا تُصَلِّ عَلَى أَحَدٍ مِنْهُمْ مَاتَ أَبَدًا وَلَا تَقُمْ عَلَى
قَبْرِهِ إِنَّهُمْ كَفَرُوا بِاللَّهِ وَرَسُولِهِ وَمَاتُوا وَهُمْ
فَاسِقُونَ



TARJUMA:

Aur inme kisi ki mayyat per kabhi namaz na padhna aur na iski qabar
per khade hona, beshak wo ALLAH O RASOOL se munkir huye aur fasiq hi
me margaye.

(SURAH AL TAUBA, AYAT 84)



*TAFSEER O SHAAN E NUZOOL:*



Ye ayat HUZOOR SARWAR E ALAM ﷺ k sabse badey dushman rayees ul
munafiqeen abdullah bin Ubaey k mutalliq nazil huyi thi, jab wo mara
to HUZOOR ﷺ ne khulq azeem ki bina per iski namaz e janazaa padhna
chahi to HAZRAT OMER رضي الله تعلى عنه ne arz kiya k ap is munafiq ka
janaza na padhe.



Lekin AP ﷺ ne iski namaz e janaza padhi iske bete ne jo musalman saleh
mukhlis sahabi kaseer ul ibadaat the unhone ye khwahish zahir ki SYED
E ALAM ﷺ inke baap abdullah bin abi sulool ko kafan k liye apne
khamees mubarak inayat farma de aur iski namaz e janaza padhadey.



Hazrat omer رضي الله تعلى عنه ki raaye iske khilaaf thi lekin chonkey
is waqt mumani'at nahi huyi thi aur HUZOOR ﷺ ko malum tha k HUZOOR ﷺ
ka ye amal ek hazaar admiyo k imaan laane ka baayis hoga isliye HUZOOR
ﷺ ne apni khamees bhi inayat farmayi aur janaze me shirkat bhi ki.



Khamees dene ki ek waja ye bhi thi k SYED E ALAM ﷺ k chacha HAZRAT
ABBAS رضي الله تعلى عنه jo badar me aseer hokar aaye the to abdullah
bin abi ne apna kurta inhey pehnaya tha.



HUZOOR ﷺ ko iska badla dena bhi manzoor tha isper ye ayat nazil huyi
aur iskey baad phir kabhi SYED E ALAM ﷺ ne kisi munafiq k janaze me
shirkat na farmayi aur HUZOOR ﷺ ki wo maslahat bhi puri huyi chunanche
kuffaar ne dekha k aesa shadeed ul adawat shaks jab SYED E ALAM ﷺ k
kurte se barkat haasil karna chahta hai to iskey aqeede me bhi ap
ALLAH k habeeb aur iskey sache RASOOL hain ye soch kar hazaar kafir
musalmaan hogaye.



Is waqey se munkireen KALAMAAT E MUSTAFA ﷺ kehte hain k tabarrukaat ko
koi faeda nahi agar kuch hota to munafiq ko faeda hota, iska jawaab
NABI E PAAK ﷺ ne khamees mubarak tabarruk k liye nahi balkey apne
chacha ka badla utaarne k liye diya tha.



Isse to ulta HUZOOR SARWAR E ALAM ﷺ ka tasarruf o ikhtiyaar sabit hota
hai k chahe to mutabarruk ashya me barkat hone de chahey to inse
barkaat salab farmaley.



Isse wo aetraaz bhi dafa hogaya k aapne munafiq k mu luaab e dahan
daala to koi faeda na hua to iska bhi yahi jawaab hai k aapne luaab e
dahan daalkar iske mu k andar jo zahiri taor per kalma padha aur
zubaan se koi ibadat ki wo tamaam salab karli.



Hum NABI E PAK ﷺ ka tasarruf tarad o aksan har dono tarah se maante
hain yaani chahe to fazal o karam se maala maal farmade chahe kisi ko
kisi nemaat se mehroom farmade. باذن الله تعلى



SAHEB ROOH UL BAYAAN رحمة الله عليه ne munafiq ko tabarruk se faesa na
hone ki ek misaal khayam karkey phir mutaddad dalayel khayam farmaye,
aur farmaya ye aese hai jaese barish me to munafaa maojood hain lekin
aagey zameen aesi ho k jisme asar qubool karne ki salahiyat nahi.



Isse ye koi nahi kahega k barish me munafaa nahi balkey yu kaha jayega
k zameen kharaab hai aese wahabiya deobandiya ko samjhane k liye kaha
jaye k khamees mubarak k munafey me shak na karo balkey yu kaho k
munafiq ko is munafey k qubool karne k salahiyat o ahliyat nahi thi.



Agarche SAHEB ROOH UL BAYAAN k daor me wahabi, deobandi, maodoodi
khisam k log nahi the lekin IBNE TAYMIYYA (JO AHLE KHADEES K IMAM HAI)
jo mazkoora partiyo k guru hai iskey taaseraat maojood the isliye
saheb e rooh ul bayaan ko fawayed per chand dalayel dene padey.



*AHADEES E MUBARAKA*



HUZOOR SARWAR E ALAM NOOR E MUJASSAM ﷺ ki seerat e paak me sabse bada
wase'ey baab khalq azeem hai, ALLAH TA'ALA ne apki ye sifat quran
majeed me bhi bayaan farmayi.



AP ﷺ ki adat e kareema thi k ap dushmano k liye bhi chadar bichadete
lekin yaad rahe k wahi REHMATALLIL ALAMEEN SHAFEEQ RAOOF O KAREEM ﷺ
dushmanan e islam k liye nahi balkey bazahir kalma e islam padhne walo
k liye jahan sakhti farmayi waha narmi bhi farmayi.



Lekin اشداء على الكفار aur جاهد الكفار و المنفقين k nuzool se pehle
warna yahi PYAARE RASOOL to the jo ghazwa e haneen aur badar o uhud
aur ahzaab o tubook me dushmanan e islaam se barsar paekaar the,
gustakho aur be adabo k liye aap k irshad e aliya ummat ki rehbari aur
rehnumayi k liye kafi hain.



*BEEMAR HOJAO TO AYADAT NA KARO, MARJAYE TO JANAZE ME NA JAO*



RASOOL ALLAH ﷺ ne farmaya, khaza o khadar ko jhutlane waley is ummat k
majoosi hain (halankey wo namaze bhi padhte hain aur roze bhi rakhte
hain) farmaya k agar wo beemar hojaye to unki ayadat k liye mat jao
aur agar wo marjaye to unke janaze waghaera me mat shareek hona agar
tumse miley to unko salaam na karo.



Iskey alawa degar irshadat o mamulaat bad mazaheb k liye sakht se
sakht tar hain, agar wazahat matloob ho to "al ahadees al nabawiyah fi
alamaat al wahabiyah" ka mutalla kijiye.



Yaad rahe k HUZOOR ﷺ ka ye irshad girami bhi rab e kareem jal mujadda
ul azeem ka hukum bhi hai.



KUCH AYATEY JINMEY ALLAH TA'ALA KA FARMAAN PADHIYE...



TARJUMA:

Aur zalimo ki taraf na jhuko k tumhey aag chuyegi.

(PARA 12, SURAH HOOD, AYAT 113)



TARJUMA:

Aur jo kahey tujhe shaetaan bhulade to yaad aaye par zalimo k paas na baeth.

(PARA 7, SURAH AL ANAAM, AYAT 68)



TARJUMA:

To unlogo k sath na baetho.

(PARA 5, SURAH AL NIS'A, AYAT 140)



Aesi tasrihaat k bawajood koi apni zaruriyaat k tehet ya kisi dabao se
badmazahab k sath mel jool ko islaamsamajta hai to phir is jaesa
kambakht kaon hoga.
[9:17AM, 7/8/2016] ‪+91 75074 78700‬: *RADD E SULEHKULLIYAT PART4*

*AAQA ﷺ NE HAALAT E SAJDE ME MUNAFIQ KO QATL KARNE KA HUKM DIYA*

Hazrat Abu Bakr ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ Se Marwi Hai Ke Hazrat Nabi E Akram ﷺ Ek
Shaksh Ke Pass Se Gujre Joh Haalat E Sajde Mai Tha. Aur Aap ﷺ Namaaz
Ke Liye Tashreef Le Jaa Rahe The. Aap ﷺ Ne Namaaz Ada Ki Aur Iski
Taraf Laute, Aur Woh Is Waqt Bhi Halat E Sajde Mai Tha. Hazrat Nabi E
Akram ﷺ Khare Ho Gaye Aur
Farmaaya Ki KON ISSE KATL KAREGA.? ? ?

Toh Ek Aadmi Khara Huwa Iss Ne Apne Baazu Chadhaye Talwaar Uthaayi Aur
Lehraayai( Iske Taraf Dekha Toh Jaaheri Libaas aur Halat Dekh ker
Mutta'asir Ho Gaya).

Phir Arz Kiya Ya Rasoolullah ﷺ Mere Maa-Baap Aap Per Qurbaan. Mai
Kaise Iss Shaksh Ko Katl Kar Du,Joh Haalat E Sajda Mai Hai Aur Gawaahi
Deta Hai Ki ALLAH ﷻ Ke Siwaa Koi Ma'abud Nahi Aur BeShaq Muhammad
ﷺ Iske Bande Aur Rasool Hai.

Phir Aap ﷺ Nai Farmaaya Kon isse Katl Karega..? ? ? Toh Ek Shaksh
Khada Huwa,Garz Kiya Ki Mai Isse Katl Karunga,Apne Baazu Chadhaye Apni
Talwaar Uthaayi Aur Lehraayai Aur Iss per Waar Karne Hi Wala tha ki
Uske Haath-Pair Kaanp Ne Lage Aur Kuch Bhi Kiye Bagair Laut ker Arz
Kiya Ki Aye ALLAH
ﷻ ke Nabi ﷺ Mai Isse Kaise Katl Karu Joh Haalat E Sajde Mai Gawaahi
Deta hai Ki ALLAH ﷻ ke Siwaa Koi
Ma'abud Nahi Aur BesShaq Muhammad ﷺ Iske Bande Aur Rasool Hai.

Toh Huzoor Nabi E Akram ﷺ Ne Farmaaya, Us Jaat Ki Kasam Jiss Ke Kabzh
E Qudrat Mai Meri jaan hai. Isse Katl Kar Dete Toh Woh Fitnaah Ka
Awwal Aur Akkhir Tha. (Yaani Yeh fitnaah isper Khatam Ho jaata)

Hawaala:-
''Musnad E Imaam Ahemad Bin Humbal.( ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ )

Writer:- Hazrat Imaam Ahemad Bin Humbal ( ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ ) (Wafaat S.H. 241)

Publisher. Darool Qutub Ul Ilmiyaa, Bayroot-Labnaan.

Artical. First. Published Year. Islamic
S.H.1413,Jild No:5,Haddith No.20455,page No:52.
[9:19AM, 7/8/2016] ‪+91 75074 78700‬: *RADD E SULEHKULLIYAT PART5*


*Bad-Aqeedah Aur Gumrah Firqo Ki Pehchaan*



✔ Hadees No.1

Rasoolullah ﷺ ne irshad farmaya Meri Ummat 73 giroh mein bath jayegi
Jinme 72 Jahannami Honge aur sirf Ek Jannati Arz Kiya Ki Yaa
Rasoolullah ﷺ Jannati Firqe Ki Kya Pehchan hai ? Aap ﷺ ne farmaya jo
meri aur mere sahaba ki Seerat Ikhtiyaar karega wo Jannati Hai
???? Mishkat Safa 30
➡ Isiliye To Aala Hazrat Kya Khoob Farmate Hai

Ahle Sunnat Ka Hai Beda Paar As'haabe Huzoor Najm Hain Aur Naav Hain
Itrat Rasoolullah ﷺ Ki
➡ Najm = Taare
➡ Itrat = Aal Aulad Yaani Ahle Bait


✔ Hadees No. 2

Hazrat Ali رضي الله عنه se marvi hai ki Rasoolullah ﷺ ne irshad
farmaya Akhir Zamane mein kuch Aise log paidah Honge jo Ba-aitebar umr
kam honge Aql se paidal honge Inki Baate Sabse behtar hogi Imaan Inke
halaq se niche nahi utrega Deen Se Aise Nikle hue Honge jaise teer
Kamaan se nikal jaata hai to Tum unhe jahan paoge Qatl karo inke Qatl
Karne mein har qatl karne wale ko Qayamat ke Roz Sawaab Milega
???? Bukhari Jild 2 Safa 1024
➡ Aage ye bhi hai Tum log apni Namazo Rozo ko unke muqabile nihayat
Kamtar khayal karoge

✔ Aaj Kal waqayi baatil firqo mein ye nishaniya paayi jaati hai
Ba-zaahir bade bhole maloom hote hai aam taur par log kehte hai unhone
bahot achhi baate batayi , bahot pabandi se Ibadat karte hai aur ye
Saari nishaniya wahabiya devbandiya aur deegar bad-aqeedah Jamaat walo
mein poore tareeqe se paayi jati hai
Gulame Raza Inse Dhokha Naa Khana
Aur Raza Ka Ye Paigaam Naa Bhool Jana
Raza Nafs Dushman Hain Dum Mein Naa Aana Kaha Tumne Dekhe Hain Chandrane Wale



✔ Hadees No.3

Bad-Aqeedah Aur Gumrah logon ki nishaniya batate Hue Huzoor ﷺ Ne ye
bhi farmaya Ke Aankhen dhasi Hui Gaalon Ki Haddi uthi hui Peshani
ubhari hui Bhaari Dadhi Sar Mundaye hue aur Tehband Upar Ko chadhaye
hue Hadees ke Akhir mein Hai Rasoolullah ﷺ ne irshad farmaya is Nasl
Ke Log Quraane Kareem ki tilawat to Ro-Ro karenge magar inke galo se
nahi utarega Deen se aise nikle hue honge jaise Kamaan se teer Huzoor
ﷺ irshad farmaya Agar Main Inka Zamaana Paau to Inhe Qoum Samood Ki
tarah Halaaq wa qatl karu Yani unhe Bilkul mita du

???? Bukhari Jild 2 Safa 633

➡ Unhe Tahbandi paajame aur munde Saro se bhi Bad-Mazhabo ki pehchan
ki ja sakti hai halanqi Sar Mundana unche pahanna koi gunah ya Khilafe
Shara'a nahi hai balqi Sunnat hai lekin yahan matlab ye hai ki ye log
in baato par zyada Zor Denge aur bilkul Farz khayal karenge Yahan Tak
ki Shaikh Mohammed Ibne Abdul Wahab Najdi ke baare mein Mash'hoor hai
ki agar koi sar na mundaye to wo uska galaa katwa deta tha

Najadi Ke Ganje Sar Par Ek Zor-Daar Thappad
Jaldi Laga Laga Har Ek Yaar Aaye



✔ Hadees No.4

Hazrate Abdullah Ibne Umar رضي الله عنه se riwayat hai ki wo
Kharijiyon ko makhlooq mein sabse bura jaante the ki in logon ne
Quraane Kareem ki Jo aayate Kaafiron ke Baare Mein hai unhe Musalmano
par chaspa kar diya
???? Bukhari Jild 2 Safa 1024

➡ Kharaji wo log hai Jinhone Hazrate Ali رضي الله عنه par shirq ka
fatawa lagaya tha ( Maaz'Allah) Aur Jo Qurane Kareem ki Jo Aayate
Kaafiro ke haq mein Naazil hui Hai unko Momineeno ke upar thopte hai



✔ Hadees No.5

Hazrate Abdullah Ibne Umar رضي الله عنه se marvi hai ki Rasoolullah ﷺ
ne dua ki aur arz kiya Aye Allah Hamare Mulqe Shaam mein barkat de
Hamare Yaman mein barkat logo ne Kaha Yaa Rasoolullah ﷺ aur hamare
Najd Mein ? Huzoor ﷺ ne arz kiya Aye Allah Hamare Mulqe Shaam mein
barkat de Hamare Yaman mein barkat logo ne Kaha Yaa Rasoolullah ﷺ aur
hamare Najd Mein ? Raawi kehte hai ki mera khayal hai ki Teesri baar
Mein Aap ﷺ ne farmaya ki Najd Mein Zalzale Aur Fitne Honge aur Shaitan
Ka Sing Wahi se niklega

???? Bukhari Jild 2 Safa 1051


➡ Ye Najd Jiske Baare Mein Huzoor ﷺ ne bajaye Khairo barkat ki dua ke
is ilaaqe ko fitne ki Zameen Farmaya ki waha Zalzale aur fitne honge
aur shaitan ka sing wahi niklega Isi Zameen se 1115 Hijri Mein Shaikh
Mohammed Abdul Wahab Najadi paidah hua jisne wahabiyyat aur Allah ke
Rasool ﷺ aur Buzurgane deen ki shaan mein gustakhiyon ki buniyad Daali
Aur ye Najadi Bad-Aqeedah Gumrah log Aaj bhi Isi Mishan Par Hain

Dushmane Ahmed Pe Shiddat Kijiye Mulhidown Ki Kya Murawwat Kijiye
Ghaiz Me Jal Jaaye Be Deeno ke Dil, Yaa Rasoolullah ﷺ Ki Kasrat Kijiye
[9:28AM, 7/8/2016] ‪+91 75074 78700‬: *RADD E SULEHKULLIYATPART6*

*GUSTAAKH E RASOOL KI SAZA*

*RASOOL'ALLAH {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм}* KI Shaan Me GUSTAKHI
Islam Me Sabse Bada JURM Hai Or Uski Saza QATL Hai, Aur Uske Sare
Aamaal Barbaad Hai.

QUR'AN:
Ay Imaanwalon, Apni AAWAAZEN unchi na karo us Gaib batanewale(Nabi) ki
AAWAAZ se aur unke huzur baat chillaakar na kaho jaise aapas Me ek
dusre ke saamne chillaate ho ke kahi tumhaare AMAL AKAARAT na ho jaen
aur tumhe KHABAR NA HO."
[ S.HUJURAAT(PARA-26, RUKU-13) : AAYAAT 2 ]

AWAZSE AWAZ KO UNCHI KARNA KOI ZYADA BADI BAAT NAHI MAANI JAATI LEKIN
ALLAH TAALA KO APNE MEHBUB KI BAARGAH ME ITNI CHHOTI SI BEADABI BHI
PASAND NAHI OR ISPAR SAZA SUNAI KI TUMHARE SAARE AAMAAL NAMAZ, ROZA,
IBADAT WA RIYAAZAT SAB PAR PAANI FIR JAYENGA.

ISSE ZAHIR HOTA HE KI NAMAZ ROZA IBADAT WA RIYAAZAT TAKWA OR TAHARAT
SAB USI K HAI JO BAA'ADAB HO WERNA QURAN KI IS AAYAT K PESHE NAZAR
BE-ADAB AADMI KI IBAADAT USKE MUH PE MAARDI JAYENGI OR USKI KOI NEKI
NEKI NAHI RAHENGI.

Ek Yeh Bbhi Baay Janne Ko Milti Hai Ki Nabi Ke Gustakh Ko Pata Hi Nahi
Chalta Ki Usne Gustakhi Kardi , kyun ke Jab Pata chalega Tab Insaan
Mafi Mangega. Jaise Ki ye Wahabi Deobandi Aur Ahlehadees Log, Baat
Baat Par Nabi Ki saan Ghatane Ki kosis Karte Hai Aur Apne Aapko Bahot
Baraa Tauhid Ka Thekedaar Samjhte hai.
Gistakh e Rasool Ki Sazaa:

*HAZRAT IBNE ABBAS RADIALLAHO TAALA ANHO SE RIWAYAT HAI OR BAYAAN KARTE HAI Ki*

" EK SAHAAB JO NABINA THE UNKI EK BAANDEE JISSE INKE BACHCHE B THE WOH
RASUL ALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM KI SHAANE AQDAS ME GUSTAKHI KARTI
OR AAPKI AIBZOI KARTI THI. WOH ISSE MANA FARMATE DAATHTE LEKIN WOH
BAAZ NA AATI THI. EK RAAT WOH RASOOLALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM KI
SHAANME GUSTAAKHI OR AIBZOI KARNE LAGI,UNHONE EK KHANJAR LIYA OR ISKE
PET ME GOB KAR ISKO MAAR DAALA OR BACHCHA ISKE PERO K DARMIYAAN GIR
GAYA OR WAHA JO KUCH THA WO KHUN ME LATH PATH HOGAYA. JAB SUBHA HUI TO
YE BAAT RASUL ALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM KI BAARGAHME ZIKAR KI
GAI. AAPNE LOGO KO JAMA FARMAYA OR FARMAYA

"MAI KASAM DETA HU IS SHAKHS KO JISNE EK KARNI KI HAI ISPAR MERA HAQ
HAI KI WOH KHADA HOJAYE"
TO WO NABINA SAHAAB KHADE HOGAYE OR LOGO K DARMIYAN CHALTE HUE HUZUR
KI KHIDMAT ME HAAZIR HUYE OR WOH KAAP RAHE THE ARZ KIA:
"YA RASUL ALLAH {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} WOH MENE KIA HAI AAPKO
BURA BHALA KEHTI THI AIBZOI KARTI THI MANA KARNESE MAANTI NA THI ISSE
MERE DO BETE HAI JO JO MOTIO KI TARAH KHUBSURAT HAI OR MUJHSE PYAAR
KARTI THI GUZISHTA DIN ISNE AAPKO BURA BHALA KEHNA SHURU KIA TO MENE
ISKE PETME KHANJAR GOB KAR MAAR DAALA

"YEH SUNKAR RASUL ALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM NE IRSHAAD FARMAYA"
AAGAH RAHO KI ISKA KHOON MAAF HAI" (YAANI ISKE QATAL PAR KOI MU'AAKHIZA NAHI)
[ ABU DAA'OOD, JILD:1, KITABUL HUDOOD,SAFA:599 ]
[ NASAAI,KITABUL-MUHAARBAH, JILD: 2,SAFA:153, HADIS NO:2 ]


HAZRAT ANAS RADIALLAHO TAALA ANHO FARMATE HAI KI

"EK ISAAI MUSALMAN HUA USNE SUREH BAQR OR SUREH AALE IMRAN PADLI FIR
WO NABI KARIM SALALAHO ALAIHE WASSALAM KI BARGAHME WAHI KI KHITABAT
KARNE LAGA ISKE BAAD WO ISAAI HOGAYA OR KEHTA THA KI MOHAMMAD WOHI
JAANTE HAI JO MENE LIKH DIA HAI FIR ALLAH TAALA NE ISKO MAUT DEDI OR
LOGO NE ISSE DAFAN KARDIA AGLE DIN ISKI LAASH ZAMIN PAR PADI MILLI
KEHNE LAGE YE MOHAMMAD OR USKE SAATHIO NE KIA HONGA YEH UNKE PAAS SE
BHAAG KAR AAGAYA THA ISLIYE IN LOGO NE HUMARE AADMI KI KABAR KHOD
DAALI. DUSRE DIN INLOGO NE ISKE LIYE AUR GEHRI KABAR KHODI LEKIN YE
AGLE DIN ZAMEEN PAR PADA MILA KEHNE LAGE YEH MOHAMMAD OR USKE SAATHIO
KA KAAM HE KYUKI YE UNKE PAAS SE BHAAG K AAGAYA THA.TEESRE DIN INLOG
NE JITNI INKE BAS KI BAAT THI UTHNI GEHRI KABAR KHODI.SUBAH HUI TO
DEKHA FIR LAASH BAHAAR PADI HE AB WO SAMJHE K YE INSAANO KA KAAM NAHI
HAI (YAANI YE SAB KUCH GAIB SE HO RAHA HAI) TO ISSE WOHI PADA REHNE
DIA"
[ BUKHARI, JILD:1 ,SAFA:511 ]

Is hadees ka khulasa yeh he ki Gustakhe RASUL KO HAR SHAI PEHCHAANTI
HAI OR ISSE NAFARAT KARTI HAI ZAMIN NE B IS BE-ADAB KO QUBUL NA KIA OR
BAAR BAAR DAFNANE K BAWJOOD ISSE BAHAR NIKAAL FEK DETI THI.


Hadees e Paak:
HAZRAT JAABIR IBNE ABDULLA RADIALLAHO TAALA ANHO SE MARVI HAI KI
"RASUL ALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM NE EK BAAR FARMAYA "KA'AB IBNE
ASHRAF K LIYE KAUN HAI, ISNE ALLAH WA RASUL KO IZZA DI HAI"

HAZRAT MOHAMMAD IBNE MUSLIMAH KHADE HO GAYE ARZ KIA, " YA RASUL ALLAH
SALALAHO ALAIHE WASSALAM KYA AAP CHAHTE HAI K MAI USKA QATAL KARDU"
AAQA SALALAHO ALAIHE WASSALAM NE FARMAYA"HAA""
[ BUKHARI,JILD:2 -,SAFA:576 ]

HAASHIYE ME IMAM KARMAANI KE HAWAALE SE HAI "KA'AB IBNE ASHARAF YAHUDI
BANU KURAIZA SE THA OR SHAAYAR THA OR SHAAYRI ME RASUL ALLAH SALALAHO
ALAI WASSALAM KI SHAANE AQDAS ME GUSTAKHI KARTA THA"
[ HAASHIYA BUKHARI,SAFA:576 ]


»»► Gustakhe Rasool ko RAB Ta'ala Ne Bade Ghazab ke lafzo me suna
diya. (•Must Read)

Yaha Tak ki kaha ki uski asl me khami hai ( Yani hamari zaban me use
HARAAMI / BASTARD kehte hai)

NABI ki shan me adna si bhi koi gustakhi kare ye mere RAB ko bhi
gawara nahi, aur gustakhe rasool ki radd karna aur use uski asliyat
uske moonh pe marna ye ALLAH Ta'ala ki bhi sunnat hai.

ALLAH Ta'ala ne ek gustakhe rasool ko duniya wa akhirat me badnam
kiiya, uski radd ki, uske 10 eib ko bhi logo ke samne zahir kiya, yaha
tak ki use dunya me bhi saza di aur akhirat ke liye azab bhi.

Woh gustakh kaun tha??
Woh gustakh Walid bin Mughairah tha, jisne NABI e karim sallallahu
alaihi wasallam ko ma'azALLAH majnun (yani paagal) kaha tha, uski ye
baat sun kar HUZOOR ranjida ho gaye, aur tab ALLAH ne HUZOOR ko
tasalli ke liye aur us gustakh ki naak zameen par ragadne ke liye Sura
e qalam ki shuru'at ki kuch aayate us gustakh ke haq me nazil farma
kar use zaleel kar diya aur duniya walo ko bhi bata diya ki jho rasool
ki gustakhi kare unki asl yehi hai, aur RASOOL ko chahne walo ke liye
ye ek sunnate ilahi bhi ban gai, taki gustakhe rasool ta-qayamat
bakhsha na jaye balke bas jab tak dil se tauba na kare zaleel aur use
saza hi saza hai.

Woh quran ki sura e kalam ki ye Aayatein is tarah nazil huwi.

68:1 = Qalam aur unke likhe ki kassam (is aayat me ALLAH ne kalam aur
uske likhne wale farishte ki ALLAH ne kassam li hai)
68:2 = Tum apne RAB ke fazal se Majnun nahi
68:3 = Aur zaroor tumhare liye be-inteha sawab hai (Tablighe Risalat
aur izhare nabuwwat aur khulq ko ALLAH ki taraf daawat dene aur
kuffari ki un behuda aur aftarao aur tano par sabr karna)
68:4 = aur beshak tumhari khub badi shan ki hai.
68:5 = tou ab koi dam jata hai ki tum bhi dekh loge aur woh bhi dekh
lenge. (yani ahle makka bhi jab un par azab nazil hoga)
68:6 = ki tum me kaun Majnun tha
68:7 = beshak tumhara RAB khub janta hai jho uski raah se behke aur
woh khub janta hai jho raah par hai.
68:8 = tou jhutlane walo ki baat na sunna
69:9 = woh tou is aarzu me hai ki kisi tarah tum narmi karo tou woh
bhi narm pad jaye. (yani deen ke mu'amle me unki ri'aayat karke)
68:10 = aur har aise ki baat na sunna jho bada kasme khane wala zaleel
(is aayat se us zaleel ki khub radd huwi aur use zaleel kaha)
68:11 = bahut tane dene wala, bahut idhar ki udhar lagata phirne wala
68:12 = bhalai se bada rokne wala, hadd se barhne wala gunehgaar
(walid bin mugairah apne beto se kehta ki agar islam kubul kiya tou me
tumhe wirasat se nikal dunga, is tarah woh bhalai se rokta aur hadd se
barhta)
68:13 = durust khoo (Yani bad-Minjaz aur bad zaban) us sab par turrah
ye ki uski Asl me khata (yani uski asl sahi nahi, yani woh ZINA se
paida huwa, jab ye aayat us zaleel ne suni tou woh apne maa ke paas
gaya aur kaha ki aye maa sach bata ki me kiski aulad hu, agar nahi
bataya tou me teri gardan uda dunga, tou uski maa ne kaha ki beta tera
baap yani mera shohar tou NA-MARD tha, us se koi aulad nahi, so muje
darr tha ki uske marne ke baad uska maal dusre log chhin lenge isliye
ek charwahe se zina kara jis se tu paida huwa)
68:14 = us par ki kuch maal aur bete rakhta hai.
68:15 = jab us par hamari aayate parhi jaye (tou) kehta hai (ye) aglo
ki kahaniya hai. (yani jab uski haqiqat samne aayi aur jab zaleel huwa
tou logo ko kehne laga ki ye tou kisi aur ki kahani suna rahe hai aur
mujh pe daal rahe hai.
68:16 = karib hai ki hum uski SOOWAR ki si thoothni me daagh laga
denge. (yani uska chehra bigad denge, yani uski ye pehchan hogi ki
uski bad-baatini ki alamat uske chehre se zahir ho, aur kehte hai ki
badr me uski naak kat kar gir gai)

Kya haalat huwi hogi jab us gustakh e rasool ne ye aayat suni hogi,
bada zaleel huwa. Aaj Ke Wahibi, Thanvi Dahelvi Ambetvi, Ahlekhabees
Zakir nalayak Kutta(Nabi Ko Murda Kehne wala ;Mazallah.), To Is Walid
Bin Mugir Se Bhi Gaye-Guzre hai. Jo Nabi Ki Adawat Me Kuchh B Bakte
Rehte hai. Inka Nazariya Ye hai Ki Allah Ki Taazim Ke Liye Nabi Ki
Gustakhi Karo (Ma'zallah.)

*Ek Nukta aur bhi:*
ALLAH ne hamare ko be-inteha khubiyo se nawaza hai, aur in aayato me
bhi ALLAH farma raha hai ki hum ne badi shan ki hai aap ki, aur badi
shan wale ka kya koi eib ho sakta hai! aur woh bhi jab RAB ta'ala itne
shan barhaye tou kaun hai jho usme eib nikale.

Jab koi exam me student awwal no. aata hai tou us student ki shan tou
barhti hai, magar sath sath charche uski school ya college ya madarse
ya tution sikhane walo ki bhi tarife barh jati hai. log sochte hai ki
kaha pe tution jata tha ya kaha pe school jata tha. Yani is se ustaz
ki bhi kabeliyat ka pata chalta hai.

Thik isi tarah ambiya e kiram ko jho bhi ilm hansil huwa woh apne RAB
ki taraf se hansil huwa, kasir aayate hai jisme ALLAH ne farmaya ki
hum fala nabi ko fala ilm sikhaya, isi tarah hamare pyare aaqa ko bhi
jho bhi ilm hansil hai woh ALLAH hi ki ATA se hansil hai, tou pata
chala ki hamare aaqa sikhne wale tou ALLAH aap ko sikhane wala yani
ustaz huwa.

Ab gaur kare ki agar koi nabi ke ilm me zara sa bhi shak kare ya nabi
ke ilm ko hakir jane, goya usne khud nabi ko sikhane wale ustaz yani
ALLAH ke sikhane par shak kiya.

»»»► Jaisa ki deobandi Molvi Ashraf Ali Thanvi ne apni kitab me likha hai:

Jaisa ilm Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) ko hai waisa tou zaid,
amar, chote bachche, pagal balke janwaro ko bhi hai (Ma'azALLAH)
[ Kitab Hifzul Iman: Molvi ashraf ali thanvi: Page No. 15 ] aur
[ Molvi khalil ambhetvi ne bhi barahene qatiya naam ki kitab me page
no. 55 pe yehi ibarat nakal ki hai]

Ma'azALLAH, summa Ma'azALLAH. GUSTAKHERASOOL PAR LANAT HO.



*GUSTAK E RASOOL GIRGIT:*

Jab Ibrahim Alaihissalam ko aag me dala gaya tha, aur phir jab aag
KHUDA ke hukam se dheere dheere thandi ho rahi thi to girgit use apne
moonh se phoonk maar kar aur jala raha tha.

Jab NABI E KARIM {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} aur Hazrate Siddiq e
Akbar Radiyallahu Anhu Gaar me aaram farma the (hijrat ke waqt), tou
us gaar ke bahar Makdi ne jaale baand diye aur kabootar ne ande de
diye, Jab kafir waha par pahuche tou unhone jaale aur ande dekh kar ye
andaza lagaya ki isme koi gaya nahi hoga, agar koi andar jata tou
jaale toot jate aur ande phoot jate, ye soch kar kafir waha se jaa
rahe the tou GIRGIT un kafiro ko gardan hila kar ishara kar raha tha
kiwoh dono andar hi hai.

aur tab hi girgit ki gardan me ALLAH ne azab daal diya ki woh hamesha
apni gardan hilata rehta hai.

*RASOOLALLAH SALLALLAHU ALAIHE WASALLAM ne GIRGIT ko maarne (qatl)
karne ka hukam diya hai.*

Aur dusri riwayat me hai ki jo pahle waar me maar dale use 100 naiki,
dusre waar me maare use 100 se kam aur tisre waar me mare use us se
bhi kam naiki milegi.
[ Sahih Muslim, Jild 03, Kitab: Tibbi, Page 197-98, Baab 38,Hadith No.
5803-04-05-07-08-09 ]
[ Bukhari Sharif: 3359, 3307 ]
[ Ibn e Maja: 3228 ]
[ Abu Dawood Sharif: 5263-64 ]

AAP BHI EK BAAR KEH DIJIYE GUSTAKH E NABI PAR LANAT HO.
Nabi e Paak Ka Naam Sun Kar Anguth Choom Lena Sahaba e Kiram Ki sunnat Hai.
Nabi K paak Ki Tazim Ke Liye Khade Ho Jana Sahab E Kiraam Ki Sunnat Hai.
24 Log Rastra Geet (National Anthem) Parne Ke Liye Khade Ho Jate Hai,
Aur Nabi Ke salam Par Khadaa Hone Ki Baat Aye To Shirk Nazar Aya Hai
Andhon Ko.
Nabi Ke *Gustakhon (24)* Ko Sab Jagah Sirf Shirk Aur Biddat Hi Dikhta Hai.


*END*
*YE NAJDI MUNAFIQ HAI GANDA HAI WALLAH!
GALAZAT KA JAISE PULANDA HAI
WALLAH*


*MASLAK E AALA HAZRAT ZINDABAD*

*WAARIS E ULOOM E AALA HAZRAT HUZOOR AZHARI MIYA SALAMAT RAHE HUZOOR
MUHADDITH E KABEER SALAAMAT RAHE*